Whispering Wisdom (In Hindi)

S.01 - Ep.08 : Khushi Ke Bhi Hote Hain Hormones - Kya Hai Ye Chemical Locha?

55 min • 15 april 2023

Jaaniye kuchh khaas baatein. Iss baar aap sunenge:
1. Humare dimaag mein achha mehsoos karne ke liye kin chemicals ka hota hai production
2. DOSE acronym se pehchaane jane vale ye Happiness Hormones kaun-kaun se hain aur kya hain inke functions
3. Kaise use karein in hormones ko apne aap ko khush rakhne ke liye
4. Humare lifestyle se kaise directly judi hui hai humari khushi

Aishwarya Jain ek young entrepreneur hain jo cognitive psychology ki expert hain. Unnhone apne venture ‘I’m Happiness’ ke through hazaaron logon ko mental health issues se upar uthne mein madad ki hai. Unke foundation ne iss field ke experts ki guidance mein kai successful campaigns run kiye hain aur 1:1 mentoring bhi kar rahe hain. Inka dhyey yehi hai ki human potential ko develop karke humare desh ke happiness index ko badhana. 

Agar aap unse connect hona chahein toh neeche diye gaye links par se kar sakte hain.
Website  : www.imhappiness.com
E-mail      : hey@imhappiness.com
Instagram : @imhappinessglobal
--

If you like the show please subscribe & do not forget to press the 'bell' icon.

Connect with me across Social Media platforms ; @MonalWhispers :
· Website : http://monalwhispers.com/
· Instagram : https://www.instagram.com/monalwhispers/
· Youtube : https://www.youtube.com/channel/UCX-6FlXJM82GnDIpAkluvkg
· Facebook : https://www.facebook.com/MonalJ.ww

Thank you,
MonalJ
www.monalwhispers.com

Senaste avsnitt

Podcastbild

00:00 -00:00
00:00 -00:00