Whispering Wisdom (In Hindi)

S.01 - Ep.19 : Hum Bhi Agar Bachche Hote - Peeping Into Childhood

57 min • 1 juli 2023

Hanste khelte iss episode mein se kuchh lessons leejiye. Iss baar aap sunenge:

  1. Parents ka role childhood experiences mein
  2. Helicopter ya active parenting?
  3. Bachchon ke saath power struggles kaise solve karein
  4. Childhood mein aaj kaise badh gaya hai stress 
  5. Protection aur preparation ka balance
  6. Comparision ka nuksaan
  7. Family bonding, connection aur quality time

Sukeshi Zaveri ek teenage parenting coach hai jo khud ke personal experiences aur training ke basis par aaj humein parenting dos & don’ts par guide kar rahi hain. Ye NLP (Neuro Linguistic Programming) for Parenting ki popular modality use karti hain. Aur world-famous parenting coach Dr. Shefali Tsabary ke under bhi inhone course kiya hai. Ye teenage counselling aur parenting workshops conduct karti hain. 

------------------------------------------------ 
Agar aap inse connect hona chahein toh neeche diye gaye links par se kar sakte hain:

Website : www.theconsciousparenting.in
Email : zaverisukeshi@gmail.com
Instagram : @sukeshizaveri
------------------------------------------------

If you like the show please subscribe & do not forget to press the 'bell' icon.

Connect with me across Social Media platforms ; @MonalWhispers :
· Website : http://monalwhispers.com/
· Instagram : https://www.instagram.com/monalwhispers/
· Youtube : https://www.youtube.com/channel/UCX-6FlXJM82GnDIpAkluvkg
· Facebook : https://www.facebook.com/MonalJ.ww

Thank you,
MonalJ
www.monalwhispers.com

Senaste avsnitt

Podcastbild

00:00 -00:00
00:00 -00:00